Hello
Friends, Kiya app janete hai, Vitamin A ki komi ke, karon, se appko bahut bori
bimariya ho sakta he. Jese ki appki aakhoki rashni ja sakti he, Komjori, sardi
jukam ase bahut sari bimari ho sakti he. Lekin appko tenson leneka jarurot
nahi, kyuki me apka bhai, is post bataunga appke kese Vitamin A komi ko dur kor
sakte he.
Lose of Vitamin A Dangaer:: vitamin a foods ,Vitamin a benefits, Symptoms, vitamin a ki kami se kya hota hai
Dosto is
Video me, 5 point ko cover korunga. Jinme
he:-
1.
Vitamin a ki kami ko dur karne ke upay kiya hai.
2.
Vitamin a kisme paya jata hai. Ya (vitamin a ke liye kya
khana chahiye)
3.
Vitamin a ki kami se hone wale rog kiya hote hai.
4.
vitamin a kami ke lakshan Kiya honge.
5.
Vitamin a ke fayde Kiya kiya hai.
Dosto Vitamin humara sarir me bahut
bori bumika palon korti he. Somoy somoy me sarir me Vitamin ki furti korna cha
hiye.
To ab bathth korte humre pehele tip
ki
·
Vitamin a ke fayde Kiya kiya hai.
Vitamin A
ko askar aakho ki roshini aur maspesiyo ke, behator sashyoto ke liye aboshak
mana jata he. Lakin Vitamin A ke aur vi anok fayde he….. jese
..Vitamin
A saktishali anti-oxidant ke rup me, sarir ki koshika ko, free radicals se hone
bali nuskan se bachati hai…
…vitamin
A se Aakho ki roshni tez hoti hai aur maspeshiyo ko majbut banati hai..
..Vitamin
A aakho ki ratina mai pigment utpan korta hai…
….Vitamin
A Heart ki bimari, Astoma aur diabetes jese rogose bachati hai..
…Vitamin
A sarir ke immunity system ko majbuti pradan korti hai. Immuin system humare
sarir mai koi vi rog hone se bachati hai..
…Vitamin
A tocha ko sasth aur chomakdar banati hai…
..
Vitamin A sarir ki sobi haddiyo ko takot aur majbuti pradan korti hai…
..
Vitamin A nervous system aur masulles ko takot deti hai..
..Vitamin
A datho ko gram se bacha ke majbuti pradan korti hai..
..Vitamin
A prajonon tantra, aur Larko me uchit
matra me sperm niyantron korta hai..
.. Gorv
me palne wali bacche ki normal grouth aur bikahs ke liye vitamin A jaruri hai…
…Sarir ko
urja dene wali sobi koshikayo ke nirman ke liye vi, Vitamin A ki jarurot hai…
..Vitamin
A ke karon se kedny ka stone powder bonke sowchale ke sath sarir se bahar
aajati hai..
Ye sob
the Vitamin A ke fayde…..
Ab bath
kote he….
·
Vitamin a kami ke lakshan Kiya honge.
Vitamin A
ke Koi sare laskan hai, jis se appko pata chol sakta hai ki appki sarir mai
Vitamin A ki komi ho giye hai.. ye laskan hai….
…Vitamin
A ki komi ke pehela sankath hota hai.. Aakho ki roshni kom hona. Appko lagega
ki rath ko app bahut saf nahi ek pate hai..jese rath ko gari chalane mai muskil
lage, ya shyam ko jaldi light jalane ki jarurath mehus kor na…
…Vitamin
A ki komi ke main laskan hai aakho ki roshni jana, ya andhapon. Jese jese
vitamin a ki komi barti hai, aakho ki safad chilli jo apki aakkho ko nom rakta
hai. Ye suk jate hai. Aur jokhom ubor ate hai. Iski kome se akhir mai aakho ki
rashni chali jati hai aur admi andha ho jata hai..
…Vitamin
A ki komi se Skin dry ho jata hai. Aur vitamin a ki komi se eczema ho akta hai.
Ecxema ek torohi ki skin allergy hai. Vitamin A humare tocha ka cell lo tik
korta hai. Aur tocha mai kisi vi toroho ki sujon ko kom korta hai. Vitamin a ki
komise tocha ruki ho jati he..
..Vitamin
A ki komise Purush aur Aaruth, dono mai hi Infertility ho sakta hai. Iske alaba
gorvo obasta ke doran vitamin A ki komi se hone bali bache ki sahat ko vi
nuskan puch sakta hai…
…Vitamin
A sarir ki bikash ke liya bahut abashok hai. Iske komi se bacha ka bikash tik
dong se nahi ho pata hai, aur bacha komjur ho jata hai..
..Larka
ya larki 15 se 20 sal ke andar ke age mai, Vitamin A ki komi hone por sarir me pimple ho sakte hai..
… Vitamin A humare sarir mai collagen
banata hai. Collagen sarir mai chot lagne se chot ko jaldi tik korta hai.
Vitamin A ki komi se sarir mai collagen nahi bon pate hai. Aur sarir mai chot
lagne se, chot tik hone por somoy lagta hai…
… Vitamin A humare sarir ki rog
protiraksha samta ko barata hai aur hume tandurust rakta hai. Vitamin A ki komi
se rog pratiraksha samta kom ho jata hai. Aur log jaldri aur bar bar bimar
porte hai…
..Aakho mai ashu ka kom hona vitamin
a ki komi ke suriyati laskan hai. Medecal science ke anusar agar Vitamin A ki
ucchi matra bache ko 16 mahane to di jati hai to, aakho ki sukapon log-bog 60%
tok kom ho jata hai..
Ye kuch hai vitamin A ki komi ke
laskan..
Ab bath korte hai 3rd poin ki
Vitamin A ki
kami se hone wale rog .
>>aakho
ki jo cell dekne mai modth korti hai, Vitamin a ki komi se o cell karap ho
jata hai, aur rath mai dekne mai muskil
hoti hai. Is bimari ko Night blindness kaha jata hai. Is bimari se pirit log
andhere mai dek nahi pate. Lakin prayat light ya din mai une saf dekai deta
hai….
>>Vitamin
a ki komi hone por sankramon hone ka khatra bar jata hai.. jin baktiyo mai
Vitamin A ki komi paye jate hai o log askar bimar rahate hai, aur une samay
samay por infection ho jata hai…jese sardi,kasha ya jukam ka sikayat rahati hai…
>>Vitamin
A ki komi se aakho ki tear gland suk jate hai. Jiske baja se aakho mai asu ana
kom ya bon ho jati hai. Is bimari ki baja se cornea ke vi karab hone ka khatra
bar jata hai…
>>In
ke elaba vitamin A ki komi ke karon se ruke bal, suki tacha, thakan, komjuri,
nind nahi ana, nimoniya aur bojon mai komi hone jesa koi sari parisani ka samna
korna porta hai. Ase mai in rogo se bach ne ke liye Vitamin A ki komi ko puron
karna kafi aboshak ho jati hai..
To ye sob
kuch the vitamin A ki komi se hone wali rog hai.
Agla
point hai..
Vitamin A kisme paya jata hai. ya (vitamin a ke liye kya khana chahiye)
Vitamin A
asani se folo aur sabjiyo mai paya ja sakta hai. Aiye jante hai ki konsa khadyo
padartho ke sabon se vitamin a ki komi pura kiya ja sakta hai..
(i)Sweet Potato
>>Sweet
potato ko jiyadato log pasand korte hai. Iska test aur iske gun logo ko luvate
hai.. Sweet potato Vitamin a ka mukha
source hai. Aur isme fiber vi paya hata hai..
Next
hai..
(ii) Pumpkin
>>Pumpkin
sare pushok tatbo aur guno se varpur hota hai. Lakin pumpkin mai mukha rup se
bita carotin(Beta carotene) paya jata hai..Jise Vitamin A milta hai.. Pumpkin
Ke bich mai v koi taroho ki pushok tatho paye jata hai. Jo humare tocha ke liye
v fayde mon hote hai…
Uske bad
ata hai.
(iii) Gajor
>>Gajor
ko Vitamin A ka bora source mana jata hai.Aakho ke liye v gajor bahut ache hote
hai..Gajor ko app kacha kha sakte hai. Ise sabji mai mila kor v kha sakte
hai..Gajor bahut sare rup mai humare liye upoyogi hai..
Iske bad
hai
(iv) Dud…
>>Dud
ko ek sampurno ahar mana jata hai. Is me bahut sare pushok tathbo majut hote hai. Lakin Dud mai Vitamin A ka vi bahut acha source hota hai.
Jo indrio ke bikash aur koshiyaka ko barne mai madat korta hai..
Next Hai…
(v) Tamator
>>Tamator
ka istemal bahariyo khane mai sob se jiyada kiya jata hai. Tamator mai Antioxidant
ke sath sath Vitamin A ki prachur matra me paya jata hai. Iske alaba Tamator
mai Chromium paya jata hai, jo humare sarir mai blood sugar ko control korta
hai..
Uske bad
hai
(Vi) Hara Dhaniya
>>Hara
Dhaniya ka khusbu jitna acha lagta hai, khane mai vi utni achi lagti hai. Hara
dhoniya mai bahut sare gun paye jate hai. Aur sath mai Vitamin A v paye jata
hai…
Iske bad
hai….
(vii) Lal mirch
>>Simla
Lal mirch mai Vitamin A paya jata hai..aur ise Vitamin a ka acha source v mana
jata hai. Isme antioxdint vorpur matra mai paya jata hai. jo humare sarir ke
liye labdayak hai…
Last mai
hai…
(viii) Hari sabjiya
>>Hari
sabjiya khane se aakho ki roshni tez hoti hai.Hari sabjiya mai vitamin aur
minerals varpur hote hai.Aur isme Vitamin A ki v sahi matra majut hota hai.
inka hor-roj sebon korna jaruri hai..
In sob ke
elaba maschili aur ande mai v vitamin a ki matra paya jata hai.
Ab bath
korte last poin ki jo hai
Vitamin a ki kami ko dur karne ke upay kiya hai.
Vitamin A
ki komi ko dur korn ne ke liye app roj in age bataye giye sabjiyo ka sebon korna
cha hiye. Aur sath mai, exercise kore rojana..
Mai asha korta vitamin a ke bare puri jan kari
de paya hu.. video achi lagi to like aur share kore.. appka like se pata chalta
he mai appka kitna help kor pa raha hu.. aur health related koi problem ho to
niche comment kore..aur sath mai Healthcaretips channel ko subscribe kore aur
notification bell ko on kore mere agele video ki notification pane ke liye…
No comments:
Post a Comment